کون جانے
کچھ بھی تو نہیں ہے
اس خالی مٹھی میں
کیوں کس کے بیٹھی ہوں
کس آس کی چاہت ہے
جب آنکھ کھلی ہو تو
سونے کا سپنا کیا
گر سو ہی گئے پھر تو
مٹھی تو کھلنی ہے
جو ہاتھ میں ہی نہ ہو
پھر اس کا بکھرنا کیا
ہاں بکھر گیا تھا جو
وہ ریت کا پتلہ تھا
اس خالی مٹھی میں
کیا ہے جو تھامے ہوں
چند ریت کے زرے ہیں
کانٹوں سا چبھتے ہیں
یا خوابوں کی میت ھے
مدفن میری مٹھی میں
شمسہ انور
Kon Jaanay
Kuch bhi to nahin hai
Iss khaali muthi main
Kiyoon kass ke baithi hoon
Kis aas ki chaahat hai
Jab aankh khul I hope to
Sonay ka sapna kiya
Gar so hi gaye phir to
Muthi to khulni hai
Jo haath main hi na ho
Phir uss ka bikharna kiya
Haan bikhar gaya tha jo
Woh rait ka putla tha
Iss khaali muthi main
Kiya hai jo thaamay hoon
Chand Arif ke zarray hain
Kaanton sa chubhtay hain
Ya khawabon ki mayyat hai
Madfan meri muthi main
Shamsa Anwar
کچھ بھی تو نہیں ہے
اس خالی مٹھی میں
کیوں کس کے بیٹھی ہوں
کس آس کی چاہت ہے
جب آنکھ کھلی ہو تو
سونے کا سپنا کیا
گر سو ہی گئے پھر تو
مٹھی تو کھلنی ہے
جو ہاتھ میں ہی نہ ہو
پھر اس کا بکھرنا کیا
ہاں بکھر گیا تھا جو
وہ ریت کا پتلہ تھا
اس خالی مٹھی میں
کیا ہے جو تھامے ہوں
چند ریت کے زرے ہیں
کانٹوں سا چبھتے ہیں
یا خوابوں کی میت ھے
مدفن میری مٹھی میں
شمسہ انور
Kon Jaanay
Kuch bhi to nahin hai
Iss khaali muthi main
Kiyoon kass ke baithi hoon
Kis aas ki chaahat hai
Jab aankh khul I hope to
Sonay ka sapna kiya
Gar so hi gaye phir to
Muthi to khulni hai
Jo haath main hi na ho
Phir uss ka bikharna kiya
Haan bikhar gaya tha jo
Woh rait ka putla tha
Iss khaali muthi main
Kiya hai jo thaamay hoon
Chand Arif ke zarray hain
Kaanton sa chubhtay hain
Ya khawabon ki mayyat hai
Madfan meri muthi main
Shamsa Anwar