میں فقط تیرے سہارے پہ کھڑی ہوں
لوگ مجھے سیڑھی بناتے ہیں ناداں
مجھ کو گرنے سے بچا لینا میرے مولا
آخری قدموں پہ ٹھوکر لگا دیتے ہیں
ناتواں کاندھے ہیں، دل بھی شکستہ ہے
بھرم رکھ لینا جو بوجھ اٹھا رکھے ہیں
کیا میں ہوں اور کیا میری حقیقت ہے
سب میرے مالک کی ذرہ نوازشیں ہیں
شمسہ انور
Main faqat Teray saharay pe khari hoon
Log mujhay seerhi banatay hain nadaan
Mujh ko girnay se bacha laina meray Moula
Aakhri qadmon pe thokar laga daitay hain
Natawaan kaandhay hain, dil bhi shikasta hai
Bharm rakh laina jo bojh utha rakhay hain
Kiya main hoon aur kiya meri haqeeqat hai
Sab meray Maalik ki zarra nawaziyaan hain
(Shamsa Anwar)